
Dard ki bhi ek kahani hai
ye mere pyar ki nishani hai
Har kadam par teri khushbu hai
Shayd khuda ki ye mahrbani hai
Aj aapne jine ki dua di mujhako
Dard jhelane ki saja di mujhako
Gar yanki ho to ek bar sun lo humko
Ab bhi mere hontho par ek kahani hai
Chand ki ye kya bemani hai
Chandni rate kitni puhani hai
Har sanse yad karti hai tujhako
Par meri har saans me kurbani hai
Kurbatein karta hai dil har bar
Dekhne saj nahi ata koi har bar
Intaha mat lo mere muhhabt ki
Aj bhi ye aaine ki kahani hai
Rubru hone de mujhe khuda ho kar
Aj phir jine de fija hokar
Kal ki bat mat yad dila wo purani hai
kya tere jivan me meri nishani hai
Dard ki bhi ek kahana hai
mere pyar ki nishani hai
Har kadam par teri khushbu hai
Shayd khuda ki ye mahrbani ha
No comments:
Post a Comment